Have a nice evening frnd.
Mat karo ab duaa ki zaroorat nahin!
!Mat karo ab duaa ki zaroorat nahin
bhujhi shamma ko hawaa ki zaroorat nahin
kehte ho chorr doon main unko..!
!kya laila ko majnu ki zaroorat nahin..?
tasveer-e-yaar bas gayi hai dil meinba-khuda ab khuda ki zaroorat nahin
meri zindagi khud aik badduaa hai
mujhe kisi ki badduaa ki zaroorat nahin
jeeta hoon main bewafaaon ke sadke
mujhe kisi dilbar ki zaroorat nahin
jaan dene ka hai mujhko ikhtiyaar
mujhe maut ki razaa ki zaroorat nahin
rehne lagi hai khushbu-e-yaar naak meinab mehki-mehki sabaa ki zaroorat nahin
khud zakham ban gayee hai logo
rehne do ab dawaa ka zaroorat nahin